रविवार, 3 अक्तूबर 2010

Kaho To Laut Jate Hain


Kaho To Laut Jate Hain Abhi To Baat Lamhon Tak He, Saalon Tak Nahi Aai Abhi Muskaanon Ki Nobat Bhi Naalon Tak Nahi Aai Abhi To Koi Majborri Khiyaalon Tak Nahi Aai Abhi To Gard Peroon Tak Hay. Baalon Tak Nahi Aai Kaho To Laut Jate Hain Chalo Ek Faisla Karne Shajar Ki Aut Jate Hain Abhi Kajil Ki Dori, Surkh Galon Tak Nahi Aai Zubaan Datoon Talak Hai Zehr Piyaalon Tak Naheen Aai Ibhi To Mushk-E-Kustori Ghazaloon Tak Nahin Aai Ibhi Rodad-E-Beunwaan Humaray Darmian He, Duniyan Waaloon Tak Nahin Aai Kaho To Lout Jatan Hain Chalo Ik Faisala Karnay Sharjer Ki Out Jatan Han Abhi Nazdeek Hein Ghar Aur Manzil Door He Apni Mubada Naar Ho Jayay Ye Hesti Noor Hai Apni Kaho To Lout Jatay Han Chalo Ik Fasala Karnay Shajar Ki Out Jatan Han. Ye Rasta Piyar Ka Rasta, Rasan Ka Daar Ka Rasta, Bohat Dushwar He Jaana Keh Is Rastay Ka Her Zarra Bhi Ik Kohsar He Jana. Kaho To Lout Jatay Hain Maray Baray Na Kuch Socho Mujhay Tay Karna Ata He Rasan Ka Daar Ka Rasta Ye Asaiboon Bhara Rasta Ye Andhi Ghaar Ka Rasta Tumhary Gaisoowun Ki Chaoon Mil Jayay To Suraj Se Ulajhna Baat He Kia He Utha Lo Apna Saya To Meri Ouqat Hi Kia He Tumhara Narm O Nazuk Hath Ho Gr Mere Haathon Me To Me Ye Samjho Ga Ke Jasay Do Jahan Ho Mari Muthi Me Tumhara Kurb Ho To Mushkilan Kafoor Ho JaYen Ye Undhay Ur Kalay Rastay Pur Noor Ho JaYan. Mujhe Maloom Hei Itna Keh Dayem Zandagi Posheeda He In Char Kadmoon Me Bohat Si Ra-Hatan Muzmir Hain In Dushwar Rastoon Man Meray Baray Na Kuch Socho Tum Apni Bat Batlaoo Kahoo To Chaltay Rahtay Hain… Kahoo To Lout Jatay Hain……